Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata Lyrics  | Muqaddar Ka Faisla | Raaj Kumar, Raakhee | Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata Lyrics | Muqaddar Ka Faisla | Raaj Kumar, Raakhee | Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Koi baat kare hain barso ki
Koi soch raha kal parso ki
Par bhai mere sach to hain ye
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki
Koi baat kare hain barso ki
Koi soch raha kal parso ki
Par bhai mere sach to hain ye
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki

Jo apni kismat ka lekha hain
Kisne pada kisne dekha hain
Hatho mein kismat jo padta hain
Joothi kahani woh ghadta hain
Insa ka kaha kab sach hain huya
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki
Koi baat kare hain barso ki
Koi soch raha kal parso ki

Ye waqt pal har badalta hain
Sukh dukh ke sanche mein dhalta hain
Chhoda nahin waqt ne raam ko
Phir aadmi ka kya anzam ho
Kab jane kaha kya hoga yaha
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki
Koi baat kare hain barso ki
Koi soch raha kal parso ki
Par bhai mere sach to hain ye
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki.

MovieMuqaddar Ka Faisla
SingerKishore Kumar
DirectorPrakash Mehra
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAnjaan
Star CastRaaj Kumar, Raakhee, Raj Babbar, Meenakshi Seshadri, Tina Munim
LabelBMG Crescendo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *