Mohabbat badi ajeeb si cheez hai
Mohabbat zindagi ke karib hai
Mohabbat me duba hai saara jaha
Mohabbat na hoti to hota kya yaha
Aakhir kya hota hai pyaar
Koi to samjhaao yaar
Ansuljha sa ye sawaal
Kya hai aur kyun hai ye pyaar
Mohabbat ek ajnabi sa khwaab hai
Mohabbat jawaab tha jawaab hai
Kehte hai mohabbat hi khuda
Mohabbat hi jaha
Mohabbat na hoti to hota kya yaha
Aakhir kya hota hai pyaar
Koi to samjhaao yaar
Ansuljha sa ye sawaal
Kya hai aur kyun hai ye pyaar
Kehte hai har kisi ke liye
Kisi na kisi ko banaya hai
Agar mil jaaye wo koi to zindagi ne samjho gale lagaya hai
Kab milegi meri wo samjhayegi mujhe jo kyu
Mohabbat me duba hai saara jaha
Mohabbat na hoti to hota kya yaha
Aakhir kya hota hai pyaar
Koi to samjhaao yaar
Ansuljha sa ye sawaal
Kya hai aur kyun hai ye pyaar
| Movie | Mohabbat |
| Singer | Aditya Narayan |
| Music Composer | Aditya Narayan |
| Lyricist | Aditya Narayan |

