Milti hai agar nazro se nazar sharmate ho kyo
Aji maine kaha
Dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo
Aji maine kaha
Milti hai agar nazro se nazar sharmate ho kyo
Aji maine kaha
Dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo
Aji maine kaha
Milate hi nigahe divane kyu machal gaya dil tera hai
Bas ye samajho ik bhavare ne tumhe phul samajhakar ghra hai
Hu phul agar bhawra bankar tarsate ho kyo kyo
Aji maine kaha
Dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo kyo
Aji maine kaha
Jaao ji ham nahi dil dete ham dekhenge kya kar loge
Ye achhi tarah ham jan gaye tum koi bahana kar loge
Dekho dekho mujhe ladki samjh bahkate ho kyo kyo
Aji maine kaha
Dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo kyo
Aji maine kaha
Jao jao aage jaao hame tum jaiso se kya lena
Aji ham bhi tumse baj aaye
Na dil lena na dil dena
Phir ban-than ke is ladki ke pas aate ho kyo kyo
Aji maine kaha
Dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo kyo
Aji maine kaha
Milti hai agar nazro se nazar sharmate ho kyo aji maine kaha
| Movie | Do Dilon Ki Dastan |
| Singer | Mohammed Rafi, Asha Bhosle |
| Director | Pradeep Kumar |
| Music Composer | O P Nayyar |
| Lyricist | Raja Mehdi Ali Khan |
| Star Cast | Pradeep Kumar, Rehman, Shashikala, Tun Tun, Vyjayantimala, Nasir Hussain, Jagdeep, Om Prakash |

