Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja Lyrics | Kunwara | Sonu Nigam, Alka Yagnik | Aadesh Shrivastava

Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja Lyrics | Kunwara | Sonu Nigam, Alka Yagnik | Aadesh Shrivastava

Meri chhammak chhallo maan bhi ja
Abb haal jiya ka jaan bhi ja
Meri chhammak chhallo maan bhi ja
Abb haal jiya ka jaan bhi ja
Ikraar kar mujhe pyaar kar maan kehna mera
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam

Chal mera pichha chhod bhi de
Yeh jhuta rishta tod bhi de
Chal mera pichha chhod bhi de
Yeh jhuta rishta tod bhi de
Ikraar kar na pyaar kar maan kehna mera
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam

Tujhe chhedne me aata hai mujhe bada hi maja
Tujhe chhedne me aata hai mujhe bada hi maja
Maja yeh kahin ban na jaaye raaja tumhaari saja
Yun matak matak ke chal na
Aise rang badal na
Na haath tere aayungi
Mujhe dekh ke aise jal na
Iss rang se iss roop se tune loota mujhe
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam
Chal mera pichha chhod bhi de
Yeh jhuta rishta tod bhi de
Ikraar kar na pyaar kar maan kehna mera
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam

Saari umar na bhulega main karungi aisa haal
Saari umar na bhulega main karungi aisa haal
Mera yeh dil kehta hai main chhu lu gulaabi gaal
Gul karungi teri batti na dikha pyaar ki patti
Takraar kare kyun aise
Chal kar le mujhase batti
Ja dur ja na paas aa yun na baate bana na na na
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam
Meri chhammak chhallo maan bhi ja
Abb haal jiya ka jaan bhi ja
Meri chhammak chhallo maan bhi ja
Abb haal jiya ka jaan bhi ja
Ikraar kar mujhe pyaar kar maan kehna mera
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam

MovieKunwara
SingerSonu Nigam, Alka Yagnik
DirectorDavid Dhawan
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistSameer
Star CastGovinda, Urmila Matondkar, Kader Khan, Om Puri, Johny Lever, Raza Murad, Aasif Sheikh, Mohan Joshi, Smita Jaykar, Nagma, Shammi, Inder Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *