Mere Khuda Dil Gum Gaya Lyrics | Tulsi Kumar – Love Ho Jaaye | Tulsi Kumar | Monty Sharma

Mere Khuda Dil Gum Gaya Lyrics | Tulsi Kumar – Love Ho Jaaye | Tulsi Kumar | Monty Sharma

Na na n na na n na na
Mere khuda dil gum gaya
Chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha
Hai dard mein maja
Kuch toh hua kuch toh hua
Mere khuda dil gum gaya
Chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha
Hai dard mein maja
Kuch toh hua kuch toh hua

Mehaka sama main bekhabar
Bekal badi meri umar
Mehaka sama main bekhabar
Bekal badi meri umar
Mausam badguma badala sa jahaan
Kuch toh hua kuch toh hua

Mere khuda dil gum gaya
Chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha
Hai dard mein maja
Kuch toh hua kuch toh hua

Chahat nayi sine mein hai
Ek taajgi jeene mein hai
Chahat nayi sine mein hai
Ek taajgi jeene mein hai
Jhume tan badan deewana hai mann
Kuch toh hua kuch toh hua

Mere khuda dil gum gaya
Chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha hai dard mein maja
Kuch toh hua kuch toh hua

MovieTulsi Kumar - Love Ho Jaaye
SingerTulsi Kumar
Music ComposerMonty Sharma
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *