Aye mere humsafar ek zara intazaar
Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki
Aye mere humsafar ek zara intazaar
Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki
Jis ko duaaon mein maanga
Tu hain wahin rehnuma
Tere bina mushkil hain
Ek bhi kadam chalna
Jis ko duaaon mein maanga
Tu hain wahin rehnuma
Tere bina mushkil hain
Ek bhi kadam chalna
Bin tere kahaan hain manzil pyar ki
Aye mere humsafar ek zara intazaar
Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki
Naa hum bewafa hain
Na pyar hain kam-darmiyaan
Par apni taqdeere
Hain bilkul hi judaah
Naa hum bewafa hain
Na pyar hain kam-darmiyaan
Par apni taqdeere
Hain bilkul hi judaah
Phir kaise milegi manzil pyar ki
Aye mere humsafar ek zara intazaar
Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki.
| Movie | All Is Well |
| Singer | Mithoon Sharma, Tulsi Kumar |
| Director | Umesh Shukla |
| Music Composer | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav, Mithoon Sharma |
| Lyricist | Amitabh Bhattacharya, Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Abhishek Bachchan, Asin, Rishi Kapoor, Supriya Pathak, Sonakshi Sinha, Mohammed Zeeshan Ayyub, Harry Josh |
| Label | T-Series |

