Mere dil ka woh shehjada mera dilbar mera premi
Kabhi na kabhi toh aayega woh
Kabhi na kabhi mai banungi uski
Mere dil ka woh shehjada mera dilbar mera premi
Kabhi na kabhi toh aayega woh
Kabhi na kabhi mai banungi uski
Duniya me woh sabse pyara meri kismat ka woh tara
Mere dil ka woh shehjada mera dilbar mera premi
Kabhi na kabhi toh aayega woh
Kabhi na kabhi mai banungi uski
Ho duniya me woh sabse pyara meri kismat ka woh tara
Kaun hai woh nahi janu mai
Usko janu na pehchanu mai
Karu kya yeh bata
Kaise nikalega araman dil se
Kaise ja ke milega manjil se rasta yeh bata
Mere dil ka woh shehjada mera dilbar mera premi
Kabhi na kabhi toh aayega woh
Kabhi na kabhi mai banungi uski
Ho duniya me woh sabse pyara meri kismat ka woh tara
Kaun hai kis se hoga pyar mujhe
Kaun hai kis se hoga pyar mujhe
Jaane kis ka hai intajar mujhe
Jaane
Meri hairani meri pareshani samajhe na
Kisako mai chaahu yeh bhi nahi jaanu samajhe na
Tum hi kaho jau kaha
Uska na koyi pata na koyi nishan
Phir bhi mera dil kehta hai sapno me jo rehta hai
Ik na ik din toh woh milane aayega
Mere dil ka woh shehjada mera dilbar mera premi
Kabhi na kabhi toh aayega woh
Kabhi na kabhi mai banungi uski
Ho duniya me woh sabse pyara meri kismat ka woh tara
Mere dil ka woh shahajada mera dilbar mera premi
| Movie | Kabhi Na Kabhi |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | Priyadarshan |
| Music Composer | A R Rahman |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Jackie Shroff, Anil Kapoor, Pooja Bhatt, Paresh Rawal, Tinu Anand, Alok Nath, Rohini Hattangadi, Mac Mohan, Darshan Bagga, Suresh Menon, Sukumari |

