Mera Jwala Naam Jiya Jalana Kaam Lyrics | Jwala | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Mera Jwala Naam Jiya Jalana Kaam Lyrics | Jwala | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Mera jwala naam jiya jalana kam
O matwale o albele rakhna dil ko tham
Mera jwala naam jiya jalana kam
O matwale o albele rakhna dil ko tham
Mera jwala naam jiya jalana kam
O matwale o albele rakhna dil ko tham

Kho gaye kaha mujhko dekh ke sare rup ke chor
Hai koi jo bandhe aake dil se dil ki dor
Kho gaye kaha mujhko dekh ke sare rup ke chor
Hai koi jo bandhe aake dil se dil ki dor
Chhin lungi aaram kar dungi badnaam
O matwale o albele rakhna dil ko tham
Mera jwala naam jiya jalana kam
O matwale o albele rakhna dil ko tham

Bikhrau jo zulfe apni din bhi ho jaye rat
Hans du mai to jhumke nikle taro ki barat
Bikhrau jo zulfe apni din bhi ho jaye rat
Hans du mai to jhumke nikle taro ki barat
Yaad rahe anzam mat dena iljam
O matwale o albele rakhna dil ko tham
Mera jwala naam jiya jalana kam
O matwale o albele rakhna dil ko tham

Jalti hu jalati hu mai yahi hai meri rit
Dekhne me hu chingari phir bhi sabki mit
Jalti hu jalati hu mai yahi hai meri rit
Dekhne me hu chingari phir bhi sabki mit
Jab ho thandi sham aau sabke kam
O matwale o albele rakhna dil ko tham
Mera jwala naam jiya jalana kam
O matwale o albele rakhna dil ko tham
Mera jwala naam jiya jalana kam
O matwale o albele rakhna dil ko tham

MovieJwala
SingerLata Mangeshkar
DirectorM V Raman
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistRajinder Krishan
Star CastSunil Dutt, Madhubala, Asha Parekh, Sohrab Modi, Pran, Lalita Pawar, Goga Kapoor, Raj Mehra, Ulhas, David, Gajanan Jagirdar, Naaz, Vijayalaxmi, Daisy Irani, Geeta, Kamla Laxman, Leena, Nazar, Sabina, Brahm Bharadwaj, Shashi, Poonam, Chaman Puri, Kesri, Mu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *