Mehnatkash Insaan Lyrics  | Insaan Jaag Utha | Sunil Dutt, Madhubala | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman

Mehnatkash Insaan Lyrics | Insaan Jaag Utha | Sunil Dutt, Madhubala | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman

Mehnatkash insaan jag utha
Lo dharti ke khwab jage
Bhai wah wah
Wo mitti sona ho jaye
Jisme hamara hath lage
Bhai mehnat ka are khel hai sara
Mehant ka sacha hai sahara
Meghanat ka apna to hai nara
Mehant ka
Mehnatkash insaan jag utha

Dani kudrat sab kuch degi
Ye nahi dina hina
Rah ke parwat bah jayenge
Baha ke dekh pasina
Dani kudrat sab kuch degi
Ye nahi dina hina
Rah ke parwat bah jayenge
Baha ke dekh pasina
Mehnatkash insaan jag utha
Lo dharti ke khwab jage
Bhai wah wah
Wo mitti sona ho jaye
Jisme hamara hath lage
Bhai mehnat ka are khel hai sara
Mehant ka sacha hai sahara
Meghanat ka apna to hai nara
Mehant ka
Mehnatkash insaan jag utha

Ped ke niche leta
Murkh aam aam chilaye
Lekin dal pe lap jo
Pahucha aam usi ne khaye
Ped ke niche leta
Murkh aam aam chilaye
Lekin dal pe lap jo pahucha
Aam usi ne khaye
Mehnatkash insaan jag utha
Lo dharti ke khwab jage
Bhai wah wah
Wo mitti sona ho jaye
Jisme hamara hath lage
Bhai mehnat ka are khel hai sara
Mehant ka sacha hai sahara
Meghanat ka apna to hai nara
Mehant ka
Mehnatkash insaan jag utha

Kya koi dega kab tak dega
Hath hum kyu failaye
Kyu na is mitti se hum
Sapno ka mahal uthaye
Kya koi dega kab tak dega
Hath hum kyu failaye
Kyu na is mitti se hum
Sapno ka mahal uthaye
Kya koi dega kab tak dega
Hath hum kyu failaye
Kyu na is mitti se hum
Sapno ka mahal uthaye
Mehnatkash insaan jag utha
Lo dharti ke khwab jage
Bhai wah wah
Wo mitti sona ho jaye
Jisme hamara hath lage
Bhai mehnat ka are khel hai sara
Mehant ka sacha hai sahara
Meghanat ka apna to hai nara
Mehant ka
Mehnatkash insaan jag utha

Mehnatkash insaan jag utha
Lo dharti ke khwab jage
Bhai wah wah
Wo mitti sona ho jaye
Jisme hamara hath lage
Bhai mehnat ka are khel hai sara
Mehant ka sacha hai sahara
Meghanat ka apna to hai nara
Mehant ka
Mehnatkash insaan jag utha.

MovieInsaan Jaag Utha
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorShakti Samanta
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistShailendra (Shankardas Kesarilal)
Star CastSunil Dutt, Madhubala, Madan Puri, Monoo Mumtaz, Nishi, Nazir Hasain, Shyama, Achla Sachdev, Helen, Bipin Gupta
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *