Mehfil Mein Aakar Lyrics | Laparwah | Mithun Chakraborty | Jatin Pandit, Usha Mangeshkar | Bappi Lahiri

Aankhon mein jalte angare
Sine mein patthar ka dil hai
Hum hai chor lutere daku
Ye mehfil apni mehfil hai

Hey mehfil mein aakar
Saqi banu ya mahebuba
Toba yahan to har koi
Nashe mein hai duba
Mehfil mein aakar
Saqi banu ya mahebuba
Toba yahan to har koi
Nashe mein hai duba

Mara kisi ko luta kisi ka
Jisne bhi maal khajana hai
Duniya se ek din jana hai usko
Sab kuchh yahin rah jana hai
Mehfil mein aakar saqi
Banu ya mahebuba
Toba yahan to har koi
Nashe mein hai duba.

MovieLaparwah
SingerJatin Pandit, Usha Mangeshkar
DirectorRavikant Nagaich
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistRamesh Pant
Star CastMithun Chakraborty
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *