Maula (Attuned Spirits) Lyrics | Attuned Spirits | Vasuda Sharma

Maula (Attuned Spirits) Lyrics | Attuned Spirits | Vasuda Sharma

Maya mari na
Na man mara
Mar mar gaye sharir
Aasha
Trishna na mari
Kah gaye sant kabir
Ho maaya me atki hai jaan
Maaya me atki hai jaan
Kitna badal gaya hai insaan
Maaya me atki hai jaan
Kitna badal gaya hai insaan

Bura jo dekhan main chala
Bura na milya
Jo man khoja aapna
Tu mujhse bura na koy
Tu mujhse bura na koy
Maula
Maaya me atki hai jaan
Maaya me atki hai jaan
Kitna badal gaya hai insaan
Maaya me atki hai jaan
Kitna badal gaya hai insaan

MovieAttuned Spirits
SingerVasuda Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *