Masti Bhari Bahaar Lyrics  | Pugree | Amar, Kamini Kaushal | Shamshad Begum | Ghulam Mohammad

Masti Bhari Bahaar Lyrics | Pugree | Amar, Kamini Kaushal | Shamshad Begum | Ghulam Mohammad

Masti bhari bahaar ne
Masti bhari bahaar ne
Mastaanaa kar diyaa
Mastaanaa kar diyaa
Sab ro karaar loot ke
Sab ro karaar loot ke
Deewana kar diyaa
Haay deewana kar diyaa
Masti bhari bahaar ne
Mastaanaa kar diyaa
Mastaanaa kar diyaa
Sab ro karaar loot ke
Deewana kar diyaa
Haay deewana kar diyaa

Duniyaa jawaan hai
Main jawaani ko kyaa kahoon
Jawaani ko kyaa kahoon
Zaalim ne mujh ko hosh se
Zaalim ne mujh ko hosh se
Begaanaa kar diyaa
Haay begaanaa kar diyaa
Masti bhari bahaar ne
Masti bhari bahaar ne
Mastaanaa kar diyaa
Haay mastaanaa kar diyaa

Bulbul bhi dil ko thhaam ke haay
Bulbul bhi dil ko thhaam ke
Phoolon se keh uthhi
Phoolon se keh uthhi
Khud shama ban gaye mujhe
Khud shama ban gaye mujhe
Parwaanaa kar diyaa
Haay parwaanaa kar diyaa
Masti bhari bahaar ne
Masti bhari bahaar ne
Mastaanaa kar diyaa
Haay mastaanaa kar diyaa.

MoviePugree
SingerShamshad Begum
DirectorAnant Thakur
Music ComposerGhulam Mohammad
LyricistShakeel Badayuni
Star CastAmar, Kamini Kaushal, Shashikala, Gope, Pratima Devi, Ram Avtar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *