Mast Nazar Ki Katar Lyrics | Sehra | Mohammed Rafi | Ramlal

Mast Nazar Ki Katar Lyrics | Sehra | Mohammed Rafi | Ramlal

Lagi mast nazar ki kataar
Mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
In pyaar ki raaho me
In pyaar ki raaho me
Dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
Mast nazar ki kataar
Mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
In pyaar ki raaho me
In pyaar ki raaho me
Dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
Mast nazar ki kataar

Chehra chamakila suraj ho jaise pyaar ka
Baahe laharaati naksha hai ik talvaar ka
Ham to lut gaye
Ham to lut gaye
Khushi se ham to lut gaye
Khaamosh nazaaro me
Khaamosh nazaaro me
Pyaasi ada jis pe fida
Ham to hue sau baar
Mast nazar ki kataar
Mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
In pyaar ki raaho me
In pyaar ki raaho me
Dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
Mast nazar ki kataar

Khushbu zulfo ki aati hai sard havaao se
Khoya chaahat me ab guzaru hu jis gaav se
Yaade gher le
Yaade gher le
Hamko yaade gher le
Jangal ki fizaao me
Jangal ki fizaao me
Vo jo nahi phika lage
Rang bhara sansaar
Mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
In pyaar ki raaho me
In pyaar ki raaho me
Dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
Mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
In pyaar ki raaho me
In pyaar ki raaho me
Dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
Mast nazar ki kataar

MovieSehra
SingerMohammed Rafi
DirectorV Shantaram
Music ComposerRamlal
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastPrashant, Sandhya, Mumtaz, Ulhas, Lalita Pawar, Manmohan Krishan, Babloo, M Rajan, Baburao Pendharkar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *