Mashalla Tum Jawa Ho Female Lyrics | Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai | Asha Bhosle | Ravi

Mashalla Tum Jawa Ho Female Lyrics | Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai | Asha Bhosle | Ravi

Khudara na yu dil todo
Ladakpan ki ye zid chhodo
Jawa ho mashaallah tum jawa ho
Mashaallah tum jawa ho
Khudara na yu dil todo
Ladakpan ki ye zid chhodo
Jawa ho mashaallah tum jawa ho
Mashaallah tum jawa ho

Agar tum muskara kar pyar se baho ko faila do
To hum baho me aa jaye
Agar apni juba se pyar ka ikraar farma do
To hum janat ko pa jaye
Hansi hum bhi jawa tum ho to phir ye duriya kaisi
Jawa ho mashaallah tum jawa ho
Mashaallah tum jawa ho
Haay
Khudara na yu dil todo
Ladakpan ki ye zid chhodo
Jawa ho mashaallah tum jawa ho
Mashaallah tum jawa ho

Machlati aarju dil ki dabane se
Bhi kya hasil ke dil to aur dhadkega
Jawani me mohabbat ko chhupane se
Bhi kya hasil ye shola aur bhadkega
Mohabbat ki kasam tumko
Mohabbat
Kar ke to dekho
Jawa ho mashaallah tum jawa ho
Mashaallah tum jawa ho
Khudara na yu dil todo
Ladakpan ki ye zid chhodo
Jawa ho mashaallah tum jawa ho
Mashaallah tum jawa ho
Mashaallah tum jawa ho
Mashaallah tum jawa ho
Mashaallah tum jawa ho

MovieYeh Zindagi Kitni Haseen Hai
SingerAsha Bhosle
DirectorR K Nayyar
Music ComposerRavi
LyricistRajinder Krishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *