Marham Lyrics | Huzaif Nazar

Marham Lyrics | Huzaif Nazar

Dukhti Rag Pe Rakha Karoon
Haath Tera Haath Tera
Marham Hona Tera Har Pal
Dena Saath Tera Saath Tera

Dil Ishq Musafir Ban Jaate Hain
Ishq Ibaadat Ban Jaati
Jab Zid Kar Jaaye Ashq Kahin
Ude Le Chal Jaaye Ishq Kahin

Tujh Bin Na Laage Chain
Tujh Se Mil Jaaye Nain
Khoya Kya Haan Maine Paaya Kya
Tujh Bin Na Laage Chain
Tujh Se Mil Jaaye Nain
Khoya Kya Haan Maine Paaya Kya

Dharkan Barh Jaati Hai Uff
Paas Mein Rakh Lo Mujhko Tum
Dil Ki Zaroorat Teri Ijaazat
Paas Mein Rakh Loon Teri

Aahatein Palkon Pe Saji Hain
Poochho Na Teri Kami Hai
Aankhon Mein Kaisi Nami Aur
Dil Ki Zaroorat Teri Ijaazat

Dukhti Rag Pe Rakha Karoon
Haath Tera Haath Tera
Marham Hona Tera Har Pal
Dena Saath Tera Saath Tera

Na Kuch Kahoon Na Kuch Sunoon
Junoon Mera Hai Mujh Se Keh Raha
Mitaoon Main Is Pe Kuch Is Tarah
Lahu Mera Hai Yun Jal Raha

Rahoon Yahan Jiyoon Bunoon
Mile Sukoon Mujhe Yun Be-Panah
Karoon Main Khud Se Khud Ko Ab Ravaan
Kis Tarah

Dukhti Rag Pe Rakha Karoon Haath Tera
Marham Hona Tera Har Pal Dena Saath Tera

Dukhti Rag Pe Rakha Karoon
Haath Tera Haath Tera
Marham Hona Tera Har Pal
Dena Saath Tera Saath Tera

Dukhti Rag Pe Rakha Karoon Haath Tera
Marham Hona Tera Har Pal Dena Saath Tera

SingerHuzaif Nazar
Music ComposerSnipr
LyricistHuzaif Nazar
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *