Marega Marega Bewafa Marega Lyrics | Game | Sunidhi Chauhan | Bapi Tutul

Marega Marega Bewafa Marega Lyrics | Game | Sunidhi Chauhan | Bapi Tutul

Yun to khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara
Ek chhoti si jaan jaan ke dushman laakhon yahaan
Yun to khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara
Ek chhoti si jaan jaan ke dushman laakhon yahaan
Ek jaan nisaar mil jaaye yaar
To ho qayamat yahaan
Marega
Marega
Marega
Bewafa marega
Marega
Marega
Bewafa marega

Kyun dil jalaane pe hai
Kyun aazmaane pe hain
Kab tak jalega mujhe pyar yaar
Tu beshumaar kar le
Kyun dil jalaane pe hai
Kyun aazmaane pe hain
Kab tak jalega mujhe pyar yaar
Tu beshumaar kar le
Dil mein hai pyaas manzar hai khaas
Mauka na yu tu ganwa
Marega
Marega
Bewafa marega
Yun to khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara
Ek chhoti si jaan jaan ke dushman laakhon yahaan
Ek jaan nisaar mil jaaye yaar
To ho qayamat yahaan
Marega
Marega
Bewafa marega
Marega
Marega
Bewafa marega

Ye raat jaane ko hai ab tu nishaane pe hai
Dil taar taar ho jaaye yaar kambakht aahen bhar le
Ye raat jaane ko hai ab tu nishaane pe hai
Dil taar taar ho jaaye yaar kambakht aahen bhar le
Dil mein hai pyaas manzar hai khaas
Mauka na yun tu ganwa
Marega
Marega
Bewafa marega
Yun to khatre hazaar phir bhi ulfat kar le zara
Ek chhoti si jaan jaan ke dushman laakhon yahaan
Ek jaan nisaar mil jaaye yaar
To ho qayamat yahaan
Marega
Marega
Bewafa marega
Marega
Marega
Bewafa marega
Marega
Marega
Bewafa marega

MovieGame
SingerSunidhi Chauhan
DirectorShivram Yadav
Music ComposerBapi Tutul
LyricistSandeep Nath
Star CastSameer Dharmadhikari, Sherlyn Chopra, Prashant Narayanan, Mukesh Tiwari, Abhay Bhargava, Anil Nagrath, Govind Namdeo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *