Mai Pee Darshan Ki Pyasi Re Lyrics | Darshan | Naushad

Mai Pee Darshan Ki Pyasi Re Lyrics | Darshan | Naushad

Main pi darshan ki pyasi re
Main pyasi pi darshan ki
Main pi darshan ki pyasi re
Main pyasi pi darshan ki
Main baithi pi ke raman ki
Main baithi pi ke raman ki
Main pi ke raman ki daasi
Main pi ke raman ki daasi
Main pi darshan ki pyasi re
Main pyasi pi darshan ki

Nahi mile wo preetam pyare
Nahi mile wo preetam pyare
Nahi khile wo aankh ke tare
Nahi khile wo aankh ke tare

Yahi nainan nain samaye the
Yahi nainan nain samaye the
Yaha sukh ke sapne aaye the
Yaha sukh ke sapne aaye the

Yahi man hi man muskaye wo
Yahi man hi man muskaye wo
Yaha geet preet ke gaye wo
Yaha geet preet ke gaye wo
Main pi darshan ki pyasi re
Main pyasi pi darshan ki
Main pi darshan ki pyasi re
Main pyasi pi darshan ki

MovieDarshan
Music ComposerNaushad
LyricistPandit Indra
Star CastBhudo Advani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *