Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara
Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Kon sambhalega mujhko
Bin tere bhatak jaungi
Kon sambhalega mujhko
Bin tere bhatak jaungi
Jaha jaha se jayega tu
Vaha vaha aaungi
Chutega na sath hamara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara
Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Roop rang ras ki tu ganga
Mai pyasa panghat hu
Roop rang ras ki tu ganga
Mai pyasa panghat hu
Or pas aane ko tarsu
Yu to bhut nikat hu
Jiwan mera tune sawara
Aayenge jag me dobara
Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara.
| Movie | Naag Panchami |
| Singer | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar |
| Director | Babubhai Mistri |
| Music Composer | Ravi Shankar Sharma (Ravi) |
| Lyricist | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
| Star Cast | Prithiviraj Kapoor, Jayashree Gadkar, Ashish Kumar |
| Label | Saregama |

