Mai Bholi Haseena Lyrics  | Woh Jo Hasina | Mithun Chakraborty, Ranjeeta Kaur | Lata Mangeshkar | Raamlaxman (Vijay Patil)

Mai Bholi Haseena Lyrics | Woh Jo Hasina | Mithun Chakraborty, Ranjeeta Kaur | Lata Mangeshkar | Raamlaxman (Vijay Patil)

Mai bholi hasina
Bani jo nagina kahi ki rahi na
Haye rabba mujhe kya ho gaya
Hua kya hasina
Mera bachpan kho gaya
Mai bholi hasina
Bani jo nagina kahi ki rahi na
Haye rabba mujhe kya ho gaya
Hua kya hasina
Mera bachpan kho gaya

Dhak dhak dhak dhadke jigar
Pal pal pal fadke najar
Dhak dhak dhak dhadke jigar
Pal pal pal fadke najar
Pag pag par lagta hai dar
Dar se kahi jau ma mar
Nind nahi naina katat nahi raina
Padat nahi chaina
Haye ho rabba mujhe kya ho gaya
Hua kya hasina
Mera bachpan kho gaya

Chota lage din lambi rat
Pahle to na thi aisi koi bat
Chota lage din lambi rat
Pahle to na thi aisi koi bat
Bairi hua dil tauba dil ki bat
Aise mauke pe choda mera sath
Late na chameli ye sabki saheli
Firu ab akeli
Haye ho rabba mujhe kya ho gaya
Hua kya hasina
Mera bachpan kho gaya
Mai bholi hasina
Bani jo nagina kahi ki rahi na
Haye rabba mujhe kya ho gaya
Hua kya hasina
Mera bachpan kho gaya.

MovieWoh Jo Hasina
SingerLata Mangeshkar
DirectorDeepak Bahry
Music ComposerRaamlaxman (Vijay Patil)
LyricistGauhar Kanpuri
Star CastMithun Chakraborty, Ranjeeta Kaur, Pran, Kader Khan, Prema Narayan, Rajendranath, Satyen Kappoo, Madan Puri, Chander
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *