Maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar
Are maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar
Tumko aata hai gussa hamko aata hai pyaar
Maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar
Ae baba maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar
Tumko aata hai gussa hamko aata hai pyaar
Maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar
Khvaab dekhe phulo ke bol hai kaanto jaise
Saaf kare ham dil kaise maaf kare ham kaise
Khvaab dekhe phulo ke bol hai kaanto jaise
Saaf kare ham dil kaise maaf kare ham kaise
Chhodo na chhodo na zid ye chhodo na
Dilruba dil mera haay aise todo na
Na na na mai nahi maanati haath jodo na
He tumko aata hai gussa hamko aata hai pyaar
Maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar
Pyaar hai kitna chir ke dil tumhe dikhaaya jaaye
Tumhi bata do ab tumko kaise manaaya jaaye
Pyaar hai kitna chir ke dil tumhe dikhaaya jaaye
Tumhi bata do ab tumko kaise manaaya jaaye
Hu sab pata chal gaya jhutha hai ye pyaar
Ab mujhe rokna hai nahi aasaan
Haa tum kaho to abhi de du apni jaan
Tumko aata hai gussa hamko aata hai pyaar
Maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar
Ae baba maaf bhi kar do yaar maaf karo sarkaar
| Movie | Mission Kashmir |
| Singer | Anuradha Paudwal, Vinod Rathod |
| Director | Vidhu Vinod Chopra |
| Music Composer | Shankar Ehsaan Loy |
| Lyricist | Rahat Indori |
| Star Cast | Sanjay Dutt, Hrithik Roshan, Preity Zinta, Sonali Kulkarni, Jackie Shroff, Puru Raaj Kumar, Vineet Sharma, Abhay Chopra, Rajendra Gupta, Manoj Mishra, Sandeep Mehta, Gopi Desai, Master Mohsin, Master Yogin Soni, Heena Biswas, Sanjeev Rattan, Chandan Bisht |

