Rishto ki na naato ki,
Baat hai ye to jazbaato ki
Rishto ki na naato ki,
Baat hai ye to jazbaato ki
Kisne humko hum banaya hai,
Bas unhi do haatho ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Gyani dhyani santo ke
Bas tuhi to hai bhor
Maa se badhkar koi nahi hai
Maa to hai anmol
Maa se badhkar koi nahi hai
Maa to hai anmol
Dor judi isse hai saanso ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Rishto ki na naato ki,
Baat hai ye to jazbaato ki
Humko zara bhi dard ho to
Soye na raato mein
Lab pe iske rahe duvaye
Sapne aankho mein
Lab pe iske rahe duvaye
Sapne aankho mein
Maa ki mamta baat hai bhaago ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Rishto ki na naato ki,
Baat hai ye to jazbaato ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Baat hai ye to jazbaato ki
Baat hai ye to jazbaato ki.
| Movie | Ammaa Ki Boli |
| Singer | Swanand Kirkire |
| Director | Narayan chauhan |
| Music Composer | Manoj Santoshi |
| Lyricist | Sajan Agarwal |
| Star Cast | Farrukh Jaffer, Govind Namdev, Sitaram Panchal, Sanjay Mishra, Hrishita Bhatt, Zakir Hussain Actor, Ishteyak Khan, Himani Shivpuri, Shekhar Singh, Sheela Sharma |
| Label | SRK Music |

