Lo chip gaya chand
Bahe hawa mand mand
Karlo ankhiya band
Ho band karo ankhiya
Lo chip gaya chand
Bahe hawa mand mand
Karlo ankhiya band
Ho band karo ankhiya
Thali me bharke tare sitare
Sapno ki nagri pe aayenge pyare
Thali me bharke tare sitare
Sapno ki nagri pe aayenge pyare
Nanhi nanhi pariya sunder man hariya
Band karo ankhiya
Lo chip gaya chand
Bahe hawa mand mand
Karlo ankhiya band
Ho band karo ankhiya
Jo tu manenga sab kuch denge
Lekin tujhse adha lenge
Unhe sajakar nadi pap se dariya
Band karo ankhiya
Lo chip gaya chand
Bahe hawa mand mand
Karlo ankhiya band
Ho band karo ankhiya.
| Movie | Hum Panchhi Ek Daal Ke |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | P.L. Santoshi |
| Music Composer | Datta Naik |
| Lyricist | Pyarelal Santoshi |
| Star Cast | Master Romi, Satish Vyas, Daisy Irani, Jagdeep, David, Maruti, Murad, B M Vyas, Mohan Choti, Amirbai Karnataki, Achla Sachdev |
| Label | Saregama |

