Chhu gayi ungliya jaane kis khwaab se
Aaj kyun nind se uth gayi khwahishe
Ye khalish hai nayi
Ye junun hai naya
Le chala dil kaha
Dil kaha le chala
Le chala dil kaha
Dil kaha le chala
Bas abhi to mile aur chale do kadam
Kaise phir aa gaye is kadar paas hum
Bas abhi to mile aur chale do kadam
Kaise phir aa gaye is kadar paas hum
Sach hai yeh ya waham
Kya khabar
Kya pata
Le chala dil kaha
Dil kaha le chala
Le chala dil kaha
Dil kaha le chala
Yu leher ki tarah zindagi beh gayi
Kho gaya main kahi
Sirf tu reh gayi
Yu leher ki tarah zindagi beh gayi
Kho gaya main kahi
Sirf tu reh gayi
Kya yahi hai safar jism se rooh ka
Le chala dil kaha
Dil kaha le chala
Le chala dil kaha
Dil kaha le chala
| Movie | One Night Stand |
| Singer | Jubin Nautiyal |
| Director | Jasmine Moses-D |
| Music Composer | Jeet Ganguly |
| Lyricist | Manoj Muntashir |
| Star Cast | Sunny Leone, Tanuj Virwani, Nyra Banerjee, Khalid Siddiqui, Ninad Kamath, Master Rehan Pathan, Geeta Bisht, Shishir Sharma, Narendra Jetley, Aamir Ahmed, Kapil Panjabi, Farhana Fatema, Kiyomi Mehta, Ashai Sachdeva, Shatakshi Dubey, Kanwaljeet Singh |

