Lamha Yeh Jayega Kaha Lyrics | Dil Dosti Etc | K. Mohan | Agnee

Lamha Yeh Jayega Kaha Lyrics | Dil Dosti Etc | K. Mohan | Agnee

Khushanuma
Aawara sa
Besabab
Bechara sa lamha tha
Jindagi ke aasman me tuta sa wo tara tha
Tanha tha
Keh rahe hai jarre dekho
Raasto se gujra tha yaha
Dhundte hai usko lekin
Gayab hai pairo ke nishan
Lamha ye jayega kaha
Lamha ye jayega kaha
Lamha kaha ye kho gaya
Ik pal me tanha ho gaya

Aaye jo mausam naye
Manjar badal jayenge
Shakho se patte gire
Gir ke kidhar jayenge
Keh rahe hai jarre dekho
Rasto se gujra tha yaha
Dhundte hai usko lekin
Gayab hai pairo ke nishan
Lamha ye jayega kaha
Lamha ye jayega kaha
Lamha kaha ye kho gaya
Ik pal me tanha ho gaya
Lamha ye jayega kaha
Lamha ye jayega kaha
Lamha kaha ye kho gaya
Ik pal me tanha ho gaya

Shabnam kaa katra hai ye
Shole bujha jayega
Kar jayega aankhe nam yado me bas jayega
Barisho ki bunde barse
Badlo ke dil halke huye
Jane pehchane chehro ke aks bhi kyun dhundle huye
Lamha ye jayega kaha
Lamha ye jayega kaha
Tanha ye jayega kaha
Tanha ye jayega kaha
Lamha ye jayega kaha
Lamha ye jayega kaha
Tanha ye jayega kaha
Tanha ye jayega kaha
Lamha ye jayega kaha
Lamha ye jayega kaha
Tanha ye jayega kaha
Tanha ye jayega kaha

MovieDil Dosti Etc
SingerK. Mohan
DirectorManish Tiwary
Music ComposerAgnee
LyricistPrashant Pandey
Star CastShreyas Talpade, Nikita Anand, Imaad Shah, Smriti Mishra, Ishita Sharma, Yuri Suri, Dinesh Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *