Lal Batti Ke Niche Lyrics | Hatyara | Kumar Sanu

Lal Batti Ke Niche Lyrics | Hatyara | Kumar Sanu

Laal batti ke niche dekha to
Laal sadi pahne khadi thi
Hath me bhi tha laal hi rumal
Ladki badi hi wo hasi thi
Laal batti ke niche dekha to
Laal sadi pahne khadi thi
Hath me bhi tha laal hi rumal
Ladki badi hi wo hasi thi
Are pagal sa main ho gaya
Pagal sa main ho gaya

Jumke bhi laal bindiya bhi laal
Main dekh kar kho gaya
Gusse me laal wo jab hui
Behaal main ho gaya
Ha jumke bhi laal bindiya bhi laal
Main dekh kar kho gaya
Gusse me laal wo jab hui
Behaal main ho gaya
Are pagal sa main ho gaya
Ae pagal sa main ho gaya
Laal batti ke niche dekha to
Laal sadi pahne khadi thi
Hath me bhi tha laal hi rumal
Ladki badi hi wo hasi thi

Darta hua main uske paas
Jake khada ho gaya
Jaise nazar maine uthai
Madma jawan ho gaya
Ha darta hua main uske paas
Jake khada ho gaya
Jaise nazar maine uthai
Madma jawan ho gaya
Are pagal sa main ho gaya
Ae pagal sa main ho gaya
Laal batti ke niche dekha to
Laal sadi pahne khadi thi
Hath me bhi tha laal hi rumal
Ladki badi hi wo hasi thi
Are laal batti ke niche dekha to
Laal sadi pahne khadi thi
Hath me bhi tha laal hi rumal
Ladki badi hi wo hasi thi
Are pagal sa main ho gaya
Ae pagal sa main ho gaya
Are pagal sa main ho gaya
Ae pagal sa main ho gaya

MovieHatyara
SingerKumar Sanu
DirectorT L V Prasad
Star CastMithun Chakraborty, Suman Ranganathan, Rami Reddy, Mukesh Rishi, Paintal, Kishore Bhanushali, Anil Dhawan, Swati Chitnis

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *