Lagi Hai Aag Jo Lyrics  | Char Chand | Suresh, Shyama | Premlata, Zawar Hussain | Shakat Ali Dehlavi (Nashad)

Lagi Hai Aag Jo Lyrics | Char Chand | Suresh, Shyama | Premlata, Zawar Hussain | Shakat Ali Dehlavi (Nashad)

Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate
Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate
Bas itni si tamnna hai jara surat dikha jate

Jamane ne sataya hai jamane ne sataya hai
Maukaddar ne rulaya hai
Meri isme khata kya hai mujhe itna bata jate
Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate

Yakin hai itna karte na hargij bewafai tum
Agar bhule hue kal ke wade yad aa jate
Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate
Ab kuch dar tha to
Agar kuch dar tha to
Bigadi bat bana jate
Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate.

MovieChar Chand
SingerPremlata, Zawar Hussain
DirectorA. Karim
Music ComposerShakat Ali Dehlavi (Nashad)
LyricistA. Karim
Star CastSuresh, Shyama, Master Bhagwan, Cuckoo, Manju, Sheikh Mukhtar, Altaf, Ghulam Rasool
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *