Ladki Chale Jab Sadkon Pe Lyrics  | Seema | Rakesh Roshan, Kabir Bedi | Kishore Kumar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ladki Chale Jab Sadkon Pe Lyrics | Seema | Rakesh Roshan, Kabir Bedi | Kishore Kumar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ladki chale jab sadko pe
Aaye kyamat ladko pe
Ladki chale jab sadko pe
Aaye qayamat ladko pe
Ladki chale jab sadko pe
Aaye qayamat ladko pe
Ladki oye

Udhar gal pe aanchal fisla
Idhar kaleja hath se nikla
Udhar gal pe aanchal fisla
Idhar kaleja hath se nikla
Ek jalim ki mast jawani
Duza mar gaya hai nakhra
Ho gayi arey
Ho gayi bagawat sadko pe
Aaye qayamat ladko pe
Ladki chale jab sadko pe
Aaye qayamat ladko pe
Ladki oye

Jisne dekha wo hi bola
Dekho solah saal ka shola
Jisne dekha wo hi bola
Dekho solah saal ka shola
Lagti hai sawan ka hindola
Chalti jab kha ke hichkola
Lut gayi arey
Lut gayi shrafat sadko pe
Aaye qayamat ladko pe
Ladki chale jab sadko pe
Aaye qayamat ladko pe
Ladki oye

Li angdayi uth gayi bahe
Tham gaye raste ruk gayi rahe
Li angdayi uth gayi bahe
Tham gaye raste ruk gayi rahe
Jidhar jidhar bhi mili nigahe
Lagi katare daye baye
Mach gayi arey
Mach gayi hai aafat sadko pe
Aaye qayamat ladko pe
Ladki chale jab sadko pe
Aaye qayamat ladko pe
Ladki chale jab sadko pe
Aaye qayamat ladko pe
Ladki oye.

MovieSeema
SingerKishore Kumar
DirectorSurendra Mohan
Music ComposerJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistVerma Malik
Star CastRakesh Roshan, Kabir Bedi, Simi Garewal
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *