Kya Tumne Hai Lyrics  | Saaz | Shabana Azmi, Aruna Irani | Kavita Krishnamurthy | Zakir Hussain

Kya Tumne Hai Lyrics | Saaz | Shabana Azmi, Aruna Irani | Kavita Krishnamurthy | Zakir Hussain

Kya tumne hai keh diya
Kya maine hai sun liya
Tumhi kaho abb main kahu kya
Kya tumne hai keh diya

Jabse main aur tum paas aaye
Rasto mein hain phoolo ke saaye
Pedh jhume hawa gungunaaye
Koyi puchhe agar yeh kya huwa
Toh isako kahe koyi kya
Kya tumne hai keh diya
Kya maine hai sun liya
Tumhi kaho abb main kahu kya

Nila saagar hai nili ghataaye
Meherbaan hum pe hain yeh fizze
Vaadiya baahe khole bulaaye
Koyi puchhe agar yeh kya huwa
Toh isako kahe koyi kya
Kya tumne hai keh diya
Kya maine hai sun liya
Tumhi kaho abb main kahu kya
Tumhi kaho abb main kahu kya.

MovieSaaz
SingerKavita Krishnamurthy
DirectorSai Paranjpye
Music ComposerZakir Hussain
LyricistJaved Akhtar
Star CastShabana Azmi, Aruna Irani, Zakir Hussain
LabelBIG MUSIC

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *