Kya sochta hai ae dil
Kya sawal karta hai
Ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Kya sawal karta hai
Ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Jisne pyar kiya dil ka aitbaar kiya
Ha jisne pyar kiya dil ka aitbaar kiya
Usne to khud hi apna bas jeena dushwar kiya
Pahle to dil lagake
Phir dard mitha pake kya kamaal karta hai
Ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Jata hai ek najar me dil ka sukun sara
Jata hai ek najar me dil ka sukun sara
Deta jo bekrari lagta hai wo hi pyara
Kya hum bataye kaise
Mat puchho kaise kaise ye kamaal karta hai
Ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Kya sawal karta hai
Ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Kya sochta hai ae dil
| Movie | Sadak |
| Singer | Anuradha Paudwal |
| Director | Mahesh Bhatt |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Sanjay Dutt, Pooja Bhatt, Deepak Tijori, Sadashiv Amrapurkar, Avtar Gill, Soni Razdan, Pankaj Dheer, Gavin Packard, Kumud Tripathi, Neelima Azim, Javed Khan, Mushtaq Khan, Manohar Singh, Suhas Bhalekar, Jahangir, Jai Kumar, G P Singh, Yogi |

