Koi Kisi Se Dil Na Lagaana Lyrics  | Nishana | Ashok Kumar, Madhubala | Shamshad Begum | Khawaja Khurshid Anwar

Koi Kisi Se Dil Na Lagaana Lyrics | Nishana | Ashok Kumar, Madhubala | Shamshad Begum | Khawaja Khurshid Anwar

Ho koi kisi se dil na lagaana
Dekho dekho bura hai zamaana
Koi kisi se dil na lagaana
Dekho dekho bura hai zamaana
Paachhe pade na pachhtaanaa
Dekho dekho bura hai zamaana
Koi kisi se dil na lagaana
Dekho dekho bura hai zamaana

Apni garaz ke sainyya deewaane
Meri araz pe sau sau bahaane
Preet ki duniya kadar na jaane
Preet ki duniya kadar na jaane
Preet mein dhokha na khaanaa
Dekho dekho bura hai zamaana
Preet mein dhokha na khaanaa
Dekho dekho bura hai zamaana
Koi kisi se dil na lagaana
Dekho dekho bura hai zamaana

Hamne nain milaake ye phal paayaa
Chain ganwaaya
Dil ka lagaana hamko raas na aaya
Raas na aaya
Jisko bhi hamne apna banaaya
Jisko bhi hamne apna banaaya
Ho gaya wo begaana
Dekho dekho bura hai zamaana
Ho gaya wo begaana
Dekho dekho bura hai zamaana
Koi kisi se dil na lagaana
Dekho dekho bura hai zamaana
Paachhe pade na pachhtaanaa
Dekho dekho bura hai zamaana
Koi kisi se dil na lagaana
Dekho dekho bura hai zamaana.

MovieNishana
SingerShamshad Begum
DirectorWajahat Mirza
Music ComposerKhawaja Khurshid Anwar
LyricistNakhshab Jarchavi
Star CastAshok Kumar, Madhubala, Shyama, Geeta Bali
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *