Kise Aawaaz Doon Lyrics | Jugaad | Adeel | Sachin Gupta

Kise Aawaaz Doon Lyrics | Jugaad | Adeel | Sachin Gupta

Apni tanhaaiyon mein koi saaya bhi nahi
Apni tanhaaiyon mein koi saaya bhi nahi
Koi apna bhi nahi
Koi paraaya bhi nahi
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon

Saari jhuthi baatein hain
Din apne na raatein hai
Ho o saari jhuthi baatein hain
Din apne na raatein hai
Pal pal ek kahaani hai
Jo jivan bhar dohraani hai
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon

Chehare kya tasveere hain
Na khwaab hai na taabirein hai

Chehare kya tasveere hain
Na khwaab hai na taabirein hai
Aas hai jo ke jivan hai
Uljha uljha bandhan hai
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon

Apni tanhaaiyon mein koi saaya bhi nahi
Apni tanhaaiyon mein koi saaya bhi nahi
Koi apna bhi nahi
Koi paraaya bhi nahi
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon
Kise aawaaz doon

MovieJugaad
SingerAdeel
DirectorR. Anand Kumar
Music ComposerSachin Gupta
LyricistSaahil Sultanpuri
Star CastManoj Bajpai, Hrishita Bhatt, Vijay Raaz, Sanjay Mishra, Akshat Kumar, Govind Namdeo, Nitin Arora, Mushtaq Khan, Ashney, Abhay Puniani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *