Khushiya Hazaar Le Ke Lyrics  | Lal Bangla | Prithviraj Kapoor, Shyama | Suman Kalyanpur, Usha Khanna | Usha Khanna

Khushiya Hazaar Le Ke Lyrics | Lal Bangla | Prithviraj Kapoor, Shyama | Suman Kalyanpur, Usha Khanna | Usha Khanna

Khushiya hazaar le ke
Dil ka qaraar le ke
Din aisa aaye baar baar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa
Khushiya hazaar le ke
Dil ka qaraar le ke
Din aisa aaye baar baar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa

Jhume ji jhume bahaaron
Mein jhume jawani
Haan ye jawani muskuraati rahe
Gungunaati rahe zindgaani
Oye oye zindgaani muskuraati rahe
Gungunaati rahe zindgaani
Chhed jaaye koi dil ke taar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa
Khushiya hazaar le ke
Dil ka qaraar le ke
Din aisa aaye baar baar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa

Puray hon armaan adhuraa
Na ho koi sapna aaa koi
Sapna lehra ke dil mein sama ke
Baney koi apna oye oye koi apna
Lehra ke dil mein sama ke
Baney koi apna jaise
Gulshan mein aaye bahaar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa
Khushiya hazaar le ke
Dil ka qaraar le ke
Din aisa aaye baar baar jiyaa
Deta hai tum ko duaa duaa
Deta hai tum ko duaa.

MovieLal Bangla
SingerSuman Kalyanpur, Usha Khanna
DirectorJugal Kishore
Music ComposerUsha Khanna
LyricistVinod Sharma
Star CastPrithviraj Kapoor, Shyama, Hiralal, Rachana, Sheikh Mukhtar, Jayanthi, Sujit Kumar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *