Khud Ko Maar Daala Re Lyrics | D – Underworld | Mano, Mohana Sarkar

Khud Ko Maar Daala Re Lyrics | D – Underworld | Mano, Mohana Sarkar

Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Dimag tha mere paas phir bhi na chala saala
Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Dimag tha mere paas phir bhi na chala saala
Khud ko maar dala re khud ko maar dala

Bhid baad main kati patang ho gaya
Jine ka dhang behang ho gaya
Bhid baad main kati patang ho gaya
Jine ka dhang bedhang ho gaya
Samundar main aake mil gaya gali ka nala re
Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Khud ko maar dala re khud ko maar dala saala

Kal chala gaya kal ka kya pata
Aaine main bhi arey tu hain lapata
Kal chala gaya kal ka kya pata
Aaine main bhi arey tu hain lapata
Ban gaya tu ban gaya tu bina chavi ka tala re
Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Khud ko maar dala re khud ko maar dala sala

Noch noch ke dost chal diye
Kuch nahi bachaya sab nigal gaye
Haath phas gaya haath pitche kab dala re
Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Khud ko maar dala re khud ko maar dala
Dimag tha mere paas phir bhi na chala saala
Khud ko khud ko khud ko maar dala re saala

MovieD - Underworld
SingerMano, Mohana Sarkar
DirectorVishram Sawant
Star CastRandeep Hooda, Yashpal Sharma, Sushant Singh, Chunky Pandey, Goga Kapoor, Rukhsar, Eesha Koppikhar, Ishrat Ali, Raju Mavani, Deepak Shirke, Dinesh Lamba, Nagesh Bhonsle, Zakir Hussain, Jaspal Sandhu, Jeeva

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *