Who am i
Kaun hoon main bas wahi jo kal kuchh aur tha
I was lost apni hi dhun mein
Apne hi mein mast tha
Ye mujhko kya hua hai
Sab kuchh lagta naya hai
Saara jahaan badal gaya hai
Hey wats goin on
Ye main jaanu na
Who am i
Kaun hoon main
Kaun hoon
Khud ko hi pehchaanu na
Mujhe kya hone laga hai abhi
Ye main jaanu na
Every moment jo bhi hota hai
Tumse kehti hoon
Every moment kaise hoge tum
Sochti rehti hoon
Every thing se jo bhi kehti ho
Saccha lagta hai re baaba
Every thing you do jo bhi karti ho
Acchha lagta hai re baaba re
Who am i
Kaun hoon main bas wahi jo kal kuchh aur thi
I was lost apni hi dhun mein
Apne hi mein mast thi
Ye mujhko kya hua hai
Sab kuchh lagta naya hai
Saara jahaan badal gaya hai
Kya ye wahi hai
Jise kehte hai love
| Movie | Mp3 - Mera Pehla Pehla Pyaar |
| Singer | Tara Baswani, Suhail Kaul |
| Director | Robby Grewal |
| Music Composer | Dhruv Ghanekar, Ashutosh Pathak |
| Lyricist | Kiran Kotrial |
| Star Cast | Hazel, Ruslaan Mumtaz, Kanwaljeet Singh, Menekka Arora, Rinku Patel, Manoj Pahwa, Neelu Kohli, Gaurav Gera, Mandira Singh, Ashish Roy, Vijay Gokhale, Sarthak Bhasin, Vikas Vasu, Dinesh Garg |

