Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Jindagi ke kash laga
Hasraton ki raakh uda
Ye jahaan paani hai
Bulbula hai paani hai
Bulbulon pe rukna kya
Paaniyon pe behta ja
Behta ja
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Jalati hai tanhaaiyaan
Taapi hai raat raat jaag jaag ke
Udati hai chingaariyaan
Gucchhe hai laal laal gili aankh ke
Khilati hai jaise jalte jugnoo haweliyon mein
Aankhein lagi ho jaise upalon ki dheriyon mein
Do din ka aag hai yeh saare jahaan ka dhunaan
Do din ki jindagi mein
Dono jahaa ka dhuaan
Ye jahaan paani hai
Bulbula hai
Paani hai
Bulbulon pe rukna kya
Paaniyon pe behta ja
Behta ja
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Chhodi huyi bastiyaan
Jaata hoon baar baar ghum ghumke
Milte nahi wo nishaan
Chhode the dehleez chum chumke
Chaupaaye chadh jaayenge
Jungle ki kyaariya hain
Hathgandiyon pe milna do din ki yaariyaa hain
Kya jaane kaun jaaye
?? aaye
Hum bhi kataar mein hai
Jab bhi sawaari aaye
Ye jahaan paani hai
Bulbula hai
Paani hai
Bulbulon pe rukna kya
Paaniyon pe behta ja
Behta ja
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Jindagi ke kash laga
Jindagi ke kash laga
Hasraton ki raakh uda
Ye jahaan paani hai
Bulbula hai paani hai
Bulbulon pe rukna kya
Paaniyon pe behta ja
Behta ja
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga
| Movie | No Smoking |
| Singer | Vishal Bharadwaj, Sukhwinder Singh, Daler Mehndi |
| Director | Anurag Kashyap |
| Music Composer | Vishal Bhardwaj |
| Lyricist | Gulzar |
| Star Cast | John Abraham, Ranvir Shorey, Joy Fernandes, Ayesha Takia Azmi, Paresh Rawal, Jessy Randhawa, Bipasha Basu, Kiku Sharda, Sanjay Singh |

