Kash Ke Mera Koi Sahara Hota Lyrics | Farz Aur Pyar | Mukesh

Kash Ke Mera Koi Sahara Hota Lyrics | Farz Aur Pyar | Mukesh

Kash ke mera koi sahara hota
Kash ke mera koi sahara hota
Aaj main kahe ko aawara hota

Mujhe kahi par bhi pyar na mila
Dile bekarar ko karar na mila
Mujhe kahi par bhi pyar na mila
Dile bekarar ko karar na mila
Gar main kaisi ko bhi pyar hota
Aaj main kahe ko aawara hota
Kash ke mera koi sahara hota
Aaj main kahe ko aawara hota

Duniya amiro ki main hun garib
Gila karu kyun mera nasib
Diniya amiro ki main hun garib
Gila karu kyun mera nasib
Kishmat ka achha gar sitara hota
Aaj main kahe ko aawara hota
Kash ke mera koi sahara hota
Aaj main kahe ko aawara hota

MovieFarz Aur Pyar
SingerMukesh
DirectorSudharshan Sharma
Star CastRita Bhaduri, Bharat Bhushan, Chandrashekhar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *