Kahi to kahi to hogi wo dunia jaha tu mere sath hai
Jaha mai jaha tu aur jaha bas tere mere jajbat hai
Hoti jaha subah teri palko ki kirno me
Lori jahan chand ki sune teri baho me
Jane na kaha wo dunia hai
Jane na wo hai bhi ya nahi
Jaha meri zindagi mujhse itni khafa nahi
Jane na kaha wo dunia hai
Jane na wo hai bhi ya nahi
Jaha meri zindagi mujhse itni khafa nahi
Sanse kho gayi hai kiski aaho me
Mai kho gayi hu jane kiski baho me
Manzilo se rahe dhundti chali
Aur kho gayi hai manzil kahi raho me
Kahi to kahi to hai nasha
Teri meri har mulakat me
Mulakat me
Hotho se hotho ko chumti
Rahte hum har bat pe
Kahti hai fiza jaha teri jami aasma
Jaha hai tu meri hasi meri khushi meri jaa
Jane na kaha wo dunia hai
Jane na wo hai bhi ya nahi
Jaha meri zindagi mujhse itni khafa nahi
Jane na kaha wo dunia hai
Jane na wo hai bhi ya nahi
Jaha meri zindagi mujhse itni khafa nahi
Jane na kaha wo dunia hai
Jane na wo hai bhi ya nahi
Jaha meri zindagi mujhse itni khafa nahi
| Movie | Jaane Tu Ya Jaane Na |
| Singer | Rashid Ali, Vasundhara Das |
| Director | Abbas Tyrewala |
| Music Composer | A R Rahman |
| Lyricist | Abbas Tyrewala |
| Star Cast | Imran Khan, Genelia Dsouza, Ratna Pathak, Manjari Fadnis, Anuradha Patel, Jayant Kriplani, Alishka Varde, Nirav Mehta, Ayaz Khan, Karan Makhija, Sugandha Garg, Prateik Babbar, Renuka Kunzru, Naseruddin Shah, Sohail Khan, Arbaaz Khan, Paresh Rawal, Murli S |

