Kabhee Kabhee Sapana Lagata Hai Lyrics | Ratan Deep | Asha Bhosle, Kishore Kumar | R D Burman

Kabhee Kabhee Sapana Lagata Hai Lyrics | Ratan Deep | Asha Bhosle, Kishore Kumar | R D Burman

Kabhi kabhi sapna lagta hai
Kabhi kabhi sapna lagta hai
Kabhi ye sab apna lagta hai
Tum samjha do man ko kya samjhau
Kabhi kabhi sapna lagta hai
Kabhi ye sab apna lagta hai
Tum samjha do man ko kya samjhau
Kabhi kabhi sapna lagta hai

Mujhe agar baaho me bhar lo
Shyad tumko chain mile
Mujhe agar baaho me bhar lo
Shyad tumko chain mile
Chain to us din khoya maine
Jis din tumse nain mile
Phir bhi ye accha lagta hai
Magar abhi sapna lagta hai
Tum samjha do man ko kya samjhau
Kabhi kabhi sapna lagta hai

Chehre par hai aur ek chehra
Kaise nain hatau
Mera sach agar tum apna lo
Janam janam tar jaau
Aise sab accha lagta hai
Sabka ka sab sapna lagta hai
Tum samjha do man ko kya samjhau
Kabhi kabhi sapna lagta hai
Kabhi ye sab apna lagta hai
Tum samjha do man ko kya samjhau
Kabhi kabhi sapna lagta hai
Kabhi ye sab apna lagta hai
Tum samjha do man ko kya samjhau
Kabhi kabhi sapna lagta hai

MovieRatan Deep
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
DirectorBasu Chatterjee
Music ComposerR D Burman
LyricistGulzar
Star CastGirish Karnad, Hema Malini, A K Hangal, Prema Narayan, Dheeraj Kumar, Purnima Razi, Sulochana, Gautam Sarin

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *