Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Tumme kya hai tumhe bhi nahi malum
Pahlu rakhte tumhare ang kitne
Ban chaman ki ruto me bhi na hoga
Har ada me chupe hai rang jitne
Kyu na ujagar ho ye bahara
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Muskurake uthao jara palke
Julf chehre pe udne do chahe
Aisi taswir khechu ke dunia
Tumko dekhe mujhko sarahe
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
| Movie | Nirmaan |
| Singer | Mukesh |
| Director | Ravi Tandon |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Naveen Nischol, Anupama, Rehman, Bindu, Tarun Bose, Anoop Kumar, Man Mohan, Sulochana |

