Jitna bana sako deewana bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Jitna bana sako deewana bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Haan jitna bana sako
Hoton pe aakar
Ruki hai jo baate
Wo kehne ko tum se
Chhoti hai ye raate
Zara bekhudi se
Tum apni keh do
Abhi aur karni hai sanam mulakaate
Khayalo ko mere tarane bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Haan jitna bana sako deewana bana do
Pyar ke do pal ko fasana bana do
Haan jitna bana sako
| Movie | My Husband's Wife |
| Singer | Babul Supriyo, Alka Yagnik |
| Director | Vinod Chhabra |
| Music Composer | Dinesh Arjuna |
| Lyricist | Vinod Chhabra |
| Star Cast | Prem Chopra, Rakhi Vohra, Pavan Sharma, Alisa Khan, Rati Agnihotri, Shakti Kapoor, Arun Bakshi, Divyajyoti Sharma, Jefri Khan |

