Jindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka ab saath hone ko hai
Jaate huye kehte hai pal
Shuru ho gayi nayi daastaan
Badle hue din raat hai
Badla sama
Jindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka ab saath hone ko hai
Ye hawaaye jo aayi hai
Khwaab aankhon mein laayi hai
Khwaaishein dil mein jine ki
Phir jagaayi hai
Phir jagaayi hai
Pyaar mein rab ko dekha hai
Ya nigaaho ka dhokha hai
Baarishon ki jubaan se suna
Rab aisa hai
Tere jaisa hai
Jindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka ab saath hone ko hai
Jaate huye kehte hai pal
Shuru ho gayi nayi daastaan
Badle hue din raat hai
Badla sama
Jindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka ab saath hone ko hai
| Movie | Mere Khwabon Mein Jo Aaye |
| Director | Madhureeta Anand |
| Music Composer | Lalit Pandit |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Randeep Hooda, Raima Sen, Arbaaz Khan, Eka Kumari Singh, Suhasini Mulay, Anjan Srivastava, Juhi Pandey, Neil Bhoopalam, Siddharath Coutto, Ashwini Kalsekar, Shubhi Mehta, Sudipto Balav, Javed Akhtar, Alka Yagnik, Lalit Pandit |

