Jigar Ka Dard Badhta Lyrics  | Street Singer | David Abraham, Agha | Mohammed Rafi, Sharda Rajan Iyengar | Shankar Singh Raghuvanshi

Jigar Ka Dard Badhta Lyrics | Street Singer | David Abraham, Agha | Mohammed Rafi, Sharda Rajan Iyengar | Shankar Singh Raghuvanshi

Kaha suraj kaha main ek jala
Kaha suraj kaha main ek jala
Sitaro se milaya ja raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai

Mohabbat ki kashti mein nadiya
Mohabbat ki kashti mein nadiya
Udashiya beeta ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai

Mujhe tumne kaha pahucha diya hai
Mujhe tumne kaha pahucha diya hai
Ke mujhse aasma sharma raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai

Nigaho se nigahe mil rahi hai
Nigaho se nigahe mil rahi hai
Mera dil hai ke jhuma ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai

Tere ehsan ka mara hua hu
Tere ehsan ka mara hua hu
Mujhe tum aur mara ja raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai
Nasha ulfat ka chaya ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai.

MovieStreet Singer
SingerMohammed Rafi, Sharda Rajan Iyengar
DirectorChandrashekhar
Music ComposerShankar Singh Raghuvanshi
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastDavid Abraham, Agha, Bela Bose, Chandrashekhar, Helen, Manmohan Krishna, Madan Puri, Keshav Rana, Sarita, K.N. Singh, Sunder
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *