Jeena Mushkil Hai Ke Aasan Lyrics  | Sarhadein: Music Beyond Boundaries | Lata Mangeshkar, Mehdi Hassan | Hariharan | Mayuresh Pai

Jeena Mushkil Hai Ke Aasan Lyrics | Sarhadein: Music Beyond Boundaries | Lata Mangeshkar, Mehdi Hassan | Hariharan | Mayuresh Pai

Jeena mushkil hai ke aasan
Zara dekh to lun
Jeena mushkil hai ke aasan
Zara dekh to lun
Log lagte hain pareshan
Zara dekh to lun
Jeena mushkil hai ke aasan
Zara dekh to lun

Ye naya sheher to hain
Khub basaya tumne
Ye naya sheher to hain
Khub basaya tumne
Kyun puraana huaa viraana
Zara dekh to lun
Kyun puraana huaa viraana
Zara dekh to lun
Log lagte hain log lagte hain
Log lagte hain pareshan
Zara dekh to lun
Jeena mushkil hai ke aasan
Zara dekh to lun

Ye sataish ki tamanna
Ye shile ki parwa
Ye sataish ki tamanna
Ye shile ki parwa
Kahan laaye hain ye armaan
Zara dekh to lun
Kahan laaye hain ye armaan
Zara dekh to lun
Log lagte hain log lagte hain
Log lagte hain pareshan
Zara dekh to lun
Jeena mushkil hai ke aasan
Zara dekh to lun

Tum ye kehate ho ke
Main gair hun
Phir bhi shayad
Tum ye kehate ho ke
Main gair hun
Phir bhi shayad
Nikal aaye koi pehchaan
Zara dekh to lun
Nikal aaye koi pehchaan
Zara dekh to lun
Log lagte hain log lagte hain
Log lagte hain pareshan
Zara dekh to lun
Jeena mushkil hai ke aasan
Zara dekh to lun.

MovieSarhadein: Music Beyond Boundaries
SingerHariharan
Music ComposerMayuresh Pai
LyricistJaved Akhtar
Star CastLata Mangeshkar, Mehdi Hassan, Ghulam Ali, Usha Mangeshkar, Suresh Wadkar, Harìharan, Sonu Nigam, Rekha Bharadwaj
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *