Jawani mein to
Jawani mein to ek duje ki jarurat ho hi jati hai
Nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
Jawani mein to jawani mein to ek duje
Batao hum bataye kis tarah dil ki umango ko

Tumhe dekhe to bekabu tabiyat ho hi jati hai
Tumhe dekhe to bekabu tabiyat ho hi jati hai
Nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
Mohabbat ho hi jati hai
Jawani mein to jawani mein to ek duje
Nahi aasan sabase apne dil ki baat kah dena

Magar jab tujhko na dekhu to himmat ho hi jati hai
Magar jab tujhko na dekhu to himmat ho hi jati hai
Nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
Mohabbat ho hi jati hai
Jawani mein to jawani mein to ek duje
Hasino ki to dilo par inayat ho hi jati hai

Jahan par khano valo ki hajamat ho hi jati hai
Jahan par khano valo ki hajamat ho hi jati hai
Nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
Mohabbat ho hi jati hai
Jawani mein to jawani mein to ek duje
Hame dil ki jarurat hai na in rangin adao ki

Magar chalate hai sadako pe jarurat ho hi jati hai
Magar chalate hai sadako pe jarurat ho hi jati hai
Nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
Mohabbat ho hi jati hai
Jawani mein to jawani mein to ek duje
| Movie | Rikshawala |
| Singer | Mohammed Rafi, Asha Bhosle |
| Director | Shankar Mehta |
| Music Composer | N Datta |
| Lyricist | Jan Nisar Akhtar |
| Star Cast | Anita Guha, Kuldeep |