Zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga
Jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
Mera mehman walla meri jan walla
Ho gaya kurban walla kya maja aane laga hai
Jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
Kya chand utra jami pe kya rat hai ilahi
Kya rat hai ilahi
Humko mila jo wo teri saugat hai ya ilahi
Rukh e roshan se utha jo parda
Tere jalwo se ye mera dil ye jagmagane laga
Jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Yu apni basti me lake na ched bate banake
Na ched bate banake
Ab sharam kaisi tujhe mai laya hu dulhan banake
Mai to sharmau haye mari jau
Mera diwana sanam ye kya sitam dhane laga hai
Jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Ya khuda maine jo dua mangi
Meri dua ka aaj asar aane laga hai
Jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga
Jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
| Movie | Waqt Ki Deewar |
| Singer | Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Manna Dey |
| Director | Ravi Tandon |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anjaan |
| Star Cast | Sanjeev Kumar, Jeetendra, Neetu Singh, Amjad Khan, Kader Khan, Birbal, Preeti Ganguli, Satyen Kappu, Nazneen, Paintal, Sulakhshana Pandit, Pran, Deven Verma, Rajan Haksar, Sunder, Rajendra Nath, Indu Shivraj, Shatrughan Sinha, Jay Shree T |

