Janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
Mai ban jau pyar bhara dil
Mai ban jau pyar bhara dil
Tum dil ki dhadkan ban jao
Tum dil ki dhadkan ban jao
Janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
Mai ban jau pyar bhara dil
Tum dil ki dhadkan ban jao
Tum dil ki dhadkan ban jao
Jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me
Yu bas jao ankho me
Jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me
Mai chehra ban jau tumhara
Mai chehra ban jau tumhara
Tum mera darpan ban jao
Tum mera darpan ban jao
Janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
Ek aisa bandhan ban jao
Ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye
Aise aaj sama jaye
Ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye
Mai ban jaau sans tumhari
Mai ban jaau sans tumhari
Tum mera jiwan ban jao
Tum mera jiwan ban jao
Janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
Mai ban jau pyar bhara dil
Mai ban jau pyar bhara dil
Tum dil ki dhadkan ban jao
Tum dil ki dhadkan ban jao
| Movie | Raja Bhaiya |
| Singer | Udit Narayan, Alka Yagnik |
| Director | Raman Kumar |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Govinda, Aarti Chhabria, Sadashiv Amrapurkar, Rakesh Bedi, Tiku Talsania, Satyen Kappu, Ajit Vachchani, Javed Khan, Tej Sapru, Mushtaq Khan, Dinesh Hingoo, Rajesh Puri, Anang Desai, Anil Nagrath, Vishwajeet Pradhan, Razzak Khan, Shama Deshpande, Kanishka |

