Jaha teri ye nazar hai
Meri ja mujhe khabar hai
Jaha teri ye nazar hai
Meri ja mujhe khabar hai
Bach na saka koi aaye kitne
Lambe hai mere hath itne
Dekh idhar yaar dhyan kidhar hai
Arey
Dekh idhar yaar dhyan kidhar hai
Jaha teri ye nazar hai
Meri ja mujhe khabar hai
Kyu nahi jani tu ye samajhata
Kam nahi ye hai tere bas ka
Kyu nahi jani tu ye samajhata
Kam nahi ye hai tere bas ka
Hosh me aaja dhyan kidhar hai
Arey
Hosh me aaja dhyan kidhar hai
Jaha teri ye nazar hai
Meri ja mujhe khabar hai
Meri taraf jo utha hai tan ke
Kat ke wahi hath gira badan se
Arey
Meri taraf jo utha hai tan ke
Kat ke wahi hath gira badan se
Samne aaye kiska jigar hai
Ha
Samne aaye kiska jigar hai
Jaha teri ye nazar hai
Meri ja mujhe khabar hai
Chal ye banda aisi hi chal jaye
Band ho muthi arey chij nikal jaye
Gili gili gili gili gili gili
Arey
Chal ye banda aisi hi chal jaye
Band ho muthi arey chij nikal jaye
Ye bhi karishma dekh idhar hai
Ha
Ye bhi karishma dekh idhar hai
Jaha teri ye nazar hai
Meri ja mujhe khabar hai
Jaha teri ye nazar hai
Meri ja mujhe khabar hai
Bach na saka koi aaye kitne
Lambe hai mere hath itne
Dekh idhar yaar dhyan kidhar hai
Arey
Dekh idhar yaar dhyan kidhar hai
| Movie | Kaalia |
| Singer | Kishore Kumar |
| Director | Tinnu Anand |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Amitabh Bachchan, Parveen Babi, Amjad Khan, Pran, Asha Parekh, K N Singh, Kader Khan, Sajjan, Murad, Sudhir, Jagirdar, Ram Sethi, Brahmachari, Dev Kumar, Yunus Parvez, Heena Kausar, Raza Murad, Bob Christo, Khushboo, Ranjit Choudhary, Dev Kishan, Jagdeep |

