Jab Jab Pyar Pe Pahra Huwa Hai (Jab Jab Duniya Tadapayegi, Mohabbat Badhti Jayegi) Lyrics | Sadak | Kumar Sanu, Anuradha Paudwal | Nadeem Shravan

Jab Jab Pyar Pe Pahra Huwa Hai (Jab Jab Duniya Tadapayegi, Mohabbat Badhti Jayegi) Lyrics | Sadak | Kumar Sanu, Anuradha Paudwal | Nadeem Shravan

Ho jab jab pyar pe pehra huwa hai
Pyar aur bhi gehra gehra gehra gehra huwa hai
Do pyar karnewalo ko ho ho ho
Do pyar karnewalo ko jab jab duniya tadapayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Ho kuchh bhi karle duniya ye naa mit paayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Ho jab jab pyar pe pehra huwa hai

Baadal ko barasne se
Bijali ko chamakne se
Koi bhi rok naa paayega
Koi bhi rok naa paayega
Phulo ko mehakne se
Bulbul ko chehakne se
Koi bhi rok naa paayega
Koi bhi rok naa paayega
Jab jab ulfat ki raaho me
Jab jab ulfat ki raaho me
Duniya deewaar uthayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Ho jab jab pyar pe pehra huwa hai

Iss dil ki yaado ko
Mehboob ke waado ko
Koi kya baandhe zanjeero se
Koi kya baandhe janzeero se
Chahat ke khajano ko
Nazro ke fasano ko
Koi pa naa sake jaagiro se
Koi pa naa sake jaagiro se
Jab jab duniya dilwalo ko ho ho ho
Jab jab duniya dilwalo ko deewaaro me chunvayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Ho jab jab pyar pe pehra huwa hai
Pyar aur bhi gehra gehra gehra gehra huwa hai
Do pyar karnewalo ko ho ho ho
Do pyar karnewalo ko jab jab duniya tadapayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Kuchh bhi karle duniya ye mit nahi paayegi
Mohabbat badhti jaayegi
Jab jab pyar pe pehra huwa hai

MovieSadak
SingerKumar Sanu, Anuradha Paudwal
DirectorMahesh Bhatt
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastSanjay Dutt, Pooja Bhatt, Deepak Tijori, Sadashiv Amrapurkar, Avtar Gill, Soni Razdan, Pankaj Dheer, Gavin Packard, Kumud Tripathi, Neelima Azim, Javed Khan, Mushtaq Khan, Manohar Singh, Suhas Bhalekar, Jahangir, Jai Kumar, G P Singh, Yogi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *