Jaana Nahi Lyrics | Lafda Ha Na Jaye (Anu Malik) | Anu Malik | Anu Malik

Jaana Nahi Lyrics | Lafda Ha Na Jaye (Anu Malik) | Anu Malik | Anu Malik

Nazre mila ke nazre jhukaa ke
Nazre chura ke tum jaana nahi
Ha jaana nahi jaana nahi
Ha jaana nahi
Dil me sama ke dil se laga ke
Dil ko chura ke tum jaana nahi
Ha jaana nahi jaana nahi
Ha jaana nahi

Dil ye dhadkata hain kyon
Jaane hua kya isse
Pagal sa ho jaata hain
Jab jab ye dekhe tujhe
Mere dosto se na nazre milanaa
Tu hain meri bas meri
Ye na bhul jaana
Tujhpe fida main hogaya
Ab kyaa karu
Tu hi bata
Nazre mila ke nazre jhukaa ke
Nazre chura ke tum jaana nahi
Ha jaana nahi jaana nahi
Ha jaana nahi
Dil me sama ke dil se laga ke
Dil ko chura ke tum jaana nahi
Ha jaana nahi jaana nahi
Ha jaana nahi

Meri aankhon me hain
Chehra gulabi tera
Bin tere oh sanam ha
Lagta nahi dil mera
Kahu kaise tujhko main
Nind naa aaye
Teri yaad ek pal bhi
Dil se jaaye
Jabse sanam tujhse mila
Main ho gaya sabse judaa
Nazre mila ke nazre jhukaa ke
Nazre chura ke tum jaana nahi
Ha jaana nahi jaana nahi
Ha jaana nahi
Dil me sama ke dil se laga ke
Dil ko chura ke tum jaana nahi
Ha jaana nahi jaana nahi
Ha jaana nahi

MovieLafda Ha Na Jaye (Anu Malik)
SingerAnu Malik
Music ComposerAnu Malik
LyricistShyam Anuragi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *