Ja Ja Ja Ja Laut Ja Parwane Lyrics | Hum Bhi Kuchh Kam Nahin | Asha Bhosle | S D Batish

Ja Ja Ja Ja Laut Ja Parwane Lyrics | Hum Bhi Kuchh Kam Nahin | Asha Bhosle | S D Batish

Ja ja ja ja laut ja parwane
Ja ja ja ja laut ja parwane
Hoga bura anjaam shama ki mehfil me
Hogi wafa badnaam
Ja ja ja ja laut ja parwane

Kya milega tujhe aashiqi me
Jal ke rah jayega dillagi me
Kya milega tujhe aashiqi me
Jal ke rah jayega dillagi me
Bhule se bhi le na kabhi
Najre milane ka naam
Ja ja ja ja laut ja parwane

Ye jawani to hai bas diwani
Aag ko bhi samjahti hai pani
Ye jawani to hai bas diwani
Aag ko bhi samjahti hai pani
Daman bacha ja na gawa
Diwano ka hai ye kaam
Ja ja ja ja laut ja parwane

Hai zamana mohabbat ka dushman
Sun na le ye tere dil ki dhadkan
Hai zamana mohabbat ka dushman
Sun na le ye tere dil ki dhadkan
Yu na machal nada sambhal
Sar pe na le ilzaam
Ja ja ja ja laut ja parwane
Hoga bura anjaam shama ki mehfil me
Hogi wafa badnaam
Ja ja ja ja

MovieHum Bhi Kuchh Kam Nahin
SingerAsha Bhosle
DirectorRaman l
Music ComposerS D Batish
LyricistAnand Bakshi
Star CastRajan, Ameeta, Sumitra, Manju, Kaun Roy, P Kailash

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *